Post

taasir-e-chashm-e-tar na dikhaa doon toh baat kyaunn ko bhi ek din na rulaa...

 
 

Sent to you by adi via Google Reader:

 
 

via Facebook-prikbord van Only sad shayari. by Only sad shayari. on 9/25/11

taasir-e-chashm-e-tar na dikhaa doon toh baat kya
unn ko bhi ek din na rulaa doon toh baat kya
raah-e-junoon-e-shauq mein badhane ki der hai
manzil jagah jagah na banaa doon toh baat kya
saqii se bas nigaah milaane ki der thii
aalam ko mayakadaa na banaa doon toh baat kya
mere niyaaz-e-ishq ki kya baat hai "shamim"
kadamoN mein husn ko na jhukaa doon toh baat kya.....
[admn: shallu mahajan]

 
 

Things you can do from here: