Post

dukh dard k maro se mera zikar na karna ghar jao to Yaro se mera zikar na karna wo zabt na kar paen gay Ankho k samandar tum gum guzaro se mera zikar na karna pholon k Nasheman Main raha hon sada se dekho kabhi gairoon se mera zikar na karna shahya

dukh dard k maro se mera zikar na karna
ghar jao to Yaro se mera zikar na karna
wo zabt na kar paen gay Ankho k samandar
tum gum guzaro se mera zikar na karna
pholon k Nasheman Main raha hon sada se
dekho kabhi gairoon se mera zikar na karna
shahyad ye andehre he mujhe rah dekhai
ab chaand sitaro se mera zikar na karna.....................[nawab]