Post

tere lahje ki thakan mein teraa dil shaamil hai, aisaa lagtaa hai judaayee ki ghadi aa gayee, dost...! baarish-e-sang kaa mausam hai mere shahar mein to, to ye sheeshe saa badan le ke kahaan aa gayee, dost..! ***Firdous***

tere lahje ki thakan mein teraa dil shaamil hai,
aisaa lagtaa hai judaayee ki ghadi aa gayee, dost...!

baarish-e-sang kaa mausam hai mere shahar mein to,
to ye sheeshe saa badan le ke kahaan aa gayee, dost..!

***Firdous***