Usney aik din poocha.................... Muhabbat may jafa kiyun milti hai ? Kisi ki chahat may saza kiyun milti hai? Ulffat may dukhoon ki ridda kiyun milti hai? Mai muskra diya........ Aur uski jheel si Aankhon may dekh kr sirf itna kaha........
Usney aik din poocha....................
Muhabbat may jafa kiyun milti hai ?
Kisi ki chahat may saza kiyun milti hai?
Ulffat may dukhoon ki ridda kiyun milti hai?
Mai muskra diya........
Aur uski jheel si Aankhon may
dekh kr sirf itna kaha.............
Be-wafai ki zameen pe
wafa nahi palti !
Sehraa ki rait may
saawan ki mehak nahi milti!
Aur phr wo chup hogaye.....
Shayed usay meray ashkon may
apna aks dekhai diya !!!!!!!!!!!!!!!
Muhabbat may jafa kiyun milti hai ?
Kisi ki chahat may saza kiyun milti hai?
Ulffat may dukhoon ki ridda kiyun milti hai?
Mai muskra diya........
Aur uski jheel si Aankhon may
dekh kr sirf itna kaha.............
Be-wafai ki zameen pe
wafa nahi palti !
Sehraa ki rait may
saawan ki mehak nahi milti!
Aur phr wo chup hogaye.....
Shayed usay meray ashkon may
apna aks dekhai diya !!!!!!!!!!!!!!!



