Post

Waqt na jaane zamane ko kahan le jaega hum to ruk jaaenge lekin waqt..READ MORE

Sent to you by adi via Google Reader:

via (title unknown) by Only sad shayari. on 9/30/11
Waqt na jaane zamane ko kahan le jaega
hum to ruk jaaenge lekin waqt chalta jayega
kaun chalta hai sada sung karwan e waqt ke
har musafir thak ke koi rah pe ruk jayega
zindagi wo khawab hai tootega jab uth jaaenge
mout ki aaghosh mein jab har bashar so jayega
kya mohabbat kya khushi kya dosti kya dushmani
waqt ka sab khel hai aur sab khatm ho jayega
sochta hoon main janaza dekh ker jaate hue
ek kafan hi hai mera jo saath mere jaayega......................[nawab]