Woh Rula Kar Has na paya der tak,Woh Rula Kar Has na paya der tak....READ MORE
Woh Rula Kar Has na paya der tak.
Bholna chaha agar usko kabhi,
Aur bhi woh yaad aaya der tak.
Bhooke baccho ki tasalli ke liye,
Maa ne phir pani pakaya der tak.
Gungunata ja raha tha ek fakir,
Dhoop rehti hai na saya der tak.
***Firdous***



